Umeedon Ke Diye Kab Tak Jalaoon Kahan Tak Zakham Khaoon Muskuraoon.... Dareecha Subah Ka Khulta Nahin Hai Ke Ye Mausam Badalta Nahin Hai.... Andheon Mein Utarta Jaa Raha Hoon Mein Har Lamha Bikharta Jaaraha Hoon... Bhanwar Peon Se Liptey Jaaraha Hai Ragon Mein Khoon Jamta Jaaraha Hai.... Me Aur Kursheed Bujhtey Jaarahe Hain Mere Aasaab Sotey Jaarahe Hain... Diye Ke Lau Bhi Madham Hogayee Hai Ke Zulf-E-Yaar Barham Hogayi Hai... Ab Uthne Ko Hai Shayad Aab A
... Read more »
Koi Ummeed Bar Nahin Aati Koi Soorat Nazar Nahin Aati Maut Ka Ek Din Muayyan Hai Need Kyon Raat Bhar Nahin Aati Aage Aati Thi Hale Dil Pe Hansi Ab Kisi Baat Par Nahin Aati Janta Hoon Sababe-Taato-Zahad Par Tabeeat Idhar Nahin Aati Hai Kuchh Aisi Hi Baat Jo Chup Hoon, Varna Kya Baat Kar Nahin Aati Kyon Na Cheehkoon Ki Yaad Karte Hain Meri Awaaz Gar Nahin Aati Marte Hain Aarzoo Me Marne Ki Maut Aati Hai Par Nahin Aati Kaba Kis Munh Se Jaoge Ghalib <
... Read more »
teri ummid, teri baatein woh lamha lamha katati tere naam se raatein
dard se yuun mulaakaat hogi - 2 dil ne ye na jaana nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
teri yaadon ke ghane saayein ye kaise manjar par mujhko hain lekar aayein is tarah ashq ki barsaat hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
teri ummid, teri baatein woh lamha lamha katati tere naam se raatein is tarah bechaingi mere saath hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) ... Read more »
In kali sadiyon ke sar se jab rat ka anchal dhalakega jab dukh ke badal pighalenge jab sukh ka sagar jhalakega jab ambar jhum ke nachega jab dharati nagme gayegi
Wo subah kabhi to ayegi
Jis subah ki Khatir jug jug se ham sab mar mar ke jite hain jis subah ke amrit ki dhun may ham zahar ke pyale pite hain in bhuki pyasi ruhon par ik din to karam faramayegi
Wo subah kabhi to ayegi
Mana ke abhi tere mere aramanon ki qimat kuch bhi nahi mitti ka bhi hai kuch mol magar insanon ki qimat kuch bhi nahi insanon ki izzat jab jhuthe sikkon
... Read more »