Ajnabi Si Raahon Ka Ajnabi Musafir Aik Mujh Say Pooch Betha Hai Raasta Bata Do Gay?
Ajnabi Si Rahon Kay Ajnabi Musafir Sunn Rasta Koi Bhi Ho Wasta Koi Bhi Ho Manzilein Nahin Miltein Manzilein To Dhoka Hain Manzilein Jo Mil Jaain Justaju Nahin Rehti Zindagi Ko Jeenay Ki Aarzoo Nahin Rehti
muhabbat ki hai tum ne to use khush haal rehne do usne jis ka haath thama hai usike saath rehne do
nikaal kar use zindagi se khud chun lo ek saathi anmol bana kar usko biwi tum us par pyaar lutana usme tum apne pyaar se sachchi wafawo ko jagana
wo itna chahegi tumko tum khud ko bhul jawoge jab thodi muddat ke liye usse dur rahoge to rat jage manawoge ye jis bewafa ka dard tum liye phirte ho wo tumhare qabil na thi tum ye jaan jawoge
muhabbat karo tum usse jo tum pe jaa lutata ho jo tumhari har ek khwahish pe sar apna jhukata ho tere liye wo khud ko sajata ho apne hath
... Read more »
Ek khawab ajab se dekha tha Hum uss din se bohat bezaar piya ab neend b hum se rooth gaie phir kaise ho dedaar piya ab kah daalo to behter hai jo kerna hai iqraar piya Dil gham se he phatt jaay ga Ker daina nah inkaar piya in ashkun ko in aankhoon ki nah roak sake dewaar piya Agar rastay seedhay saade hain to chalna kyun dushwaar piya haan jism to apna loat aaya Per bhatkay ROOH us paar piya