Hum Kaise Pagal Hotey Thay" Aik Phool Ko Chunay Ke Khaatir Kaantoan Say Zakhmee Hotey Thay Jo Phool Jhooli Main Aa Girtaa Ussay Chunay Say Dar Jaatey Thay
Hum Kaise Pagal Hotey Thay Kay Dhundalay Aaino Main Apna Hum Aks Sa Dhoonda Kartey Thay Aur Kirchiyaan Chataktay Aaino Ki Muthi Main Daba Kar Rakhtey Thay
Hum Kaise Pagal Hotey Thay Jab Sarak Per Chalna Hota Tha Hum Kashti Lay Kar Chaltey Thay Aur Beech Bawar Janay Ke Liye Hum Pedal Nikla Kartey Thay
Kaun Kehta Hai Mohabbat Ki Zuban Hoti Hain... Yeh Haqeeqat To Nigahon Say Bayan Hoti Hain Woh Na Aaye Tou Satati Hai Khalish See Dil Ko... Woh Jo Aaye To Khalish Aur Jawan Hoti Hain Rooh Ko Shaad Karey Dil Ko Jo Purnoor Karey... Har Nazaaray Mein Yeh Tanveer Kahan Hoti Hain Sabt-E-Sehlaabay Mohabbat Ko Kahan Tak Rokay... Dil Mein Jo Baat Ho Aankho Say Ayaan Hoti Hain Zindagi Ek Sulgati See Chita Hai `Sahir'... Shola Banti Hain Na Yeh Bhuj Kay Dhuaan Hoti Hain Kaun Kehta Hai Mohab
... Read more »
Badanaam Mere Pyaar Kaa Afsana Hua Hai Deewane Bhi Kahte Hain Ki Deewana Hua Hai ........ Rishta Tha Tabhi Tou Kisi Be-Dard Ne Todaa Apnaa Tha Tabhi Tou Koi Be-Gaanaa Hua Hai ........ Baadal Ki Tarah Aake Baras Jaaiye Ik Din Dil Aap Ke Hote Huye Viraana Hua Hai .... Bajte Hain Khayaalon Mein Teri Yaad Ke Ghunghroo Kuch Din Se Mera Ghar Bhi Pari-Khaanaa Hua Hai ..... Mausam Ne Banaya Hai Nigaahon Ko Sharaabi Jis Phool Ko Dekhun Wahi Paimana Hua Hai ...
Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyon Ho, Mujh Se Sharmaate Ho Tou Saamne Aate Kyon Ho, Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Ikraar-E-Vafa, Pyaar Karte Ho Tou Phir Pyaar Chupaate Kyon Ho, Ashk Aankhon Mein Meri Dekh Ke Rote Kyon Ho, Dil Bhar Aataa Hai Tou Phir Dil Ko Dukhaate Kyon Ho, In Se Vaabastaa Hai Jab Mera Muqaddar Phir Tum, Mere Shaanon Se Ye Zulf Hatate Kyon Ho, Roz Mar Mar Ke Mujhe Jeene Ko Kahte Kyon Ho, Milne Aate Ho To Phir Laut Ke Jaate Kyon Ho ...
... Read more »
Zindagi ki raahon mein ranj-o-gham ke mele hein Bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein Sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir Aap hein udher tanha …hum idher akailey hein Ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein Aap se bichar ker hum kis kadar akailey hein
Kon kis ka sathi hey hum to gham ki manzil mein Pehley bhi akailey they …aaj bhi akailey hein Aainey ke soo tukrey ker ke hum ne dekhey hein Aik mein bhi tanha they soo mein bhi akailey hein Bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein Zindagi ki raahon mein ranj-o-gham ke mele hein Paas hey sawa jiskey eik na ik haseen katil Justiju mein kati
... Read more »
Aao Chale’n Tanhaio’n k Safar Py Hum Jahan Manzile’n Hyn Na Rasty Duria’n Hyn Na Faasly Jahan Koi bBe-wafa Nhi Jahan Dard-o-Gham Jata Nhi Jahan Pyar Hy Na Qasam Koi Iqrar Hy na Bharam Koi Jahan "DIL” Koi Jalta Nhi Be-Maut Koi Marta Nahi Aao Chalo Mere Saath Tum Mere Humsafar Mere Khwab Tum Aao Chalo Mere Saath Tum
Mere jazb0n ki sachayi ab bhi waisi hai..! Uss bin meri tanhaYi ab bhi waisi hai..! Ab kya ehsaas diLana uss k0 apnE daRd ka..! Uss ki La parwaHi ab bhi waiSi hai…..!!!!
Ek Khwaish Sarhaney Rakh Do Na Aaj Mujh Pe Inayat Ker Do Na Zara Chupkey Se Khamoshi Se Tum Izhar-e-Mohabbat Ker Do Na Khud Ko Ker k Deewana Sa Mera Pyaar Amar Tum Ker Do Na Main Pyaas Mein Duuba Sehra Hoon Tum Mujh Ko Samandar Ker Do Na Main Yun Hi Phirta Hoon Dar-ba-Dar Tum Khud Ko Manzil Ker Do Na …