Site menu
Section categories
Calendar
« October 2024 » Su Mo Tu We Th Fr Sa 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31
Entries archive
Search
Tag Baord
ShaanSE Poll
Main » !!~ FAREWELL POETRY ~!!
~~*1318...Agley Saal...Pak Old*~~
Jab agle saal yehi waqt aa raha ho ga Yeh Koun janta hay koun ki
...
Read more »
1314~*Sada De Raha Hay*~Pak Old....
aa bhi ja dilruba- 2
seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain
is paar mera dil hain us paar meri jaan hai
aai ishq mujhe le chal - 3
majdhar ki raahon se kashti ko nikalna hain
kitni bhi padi mushkil milna hain to milna hain
nazuk hain bahut yeh pal - 2 aaih ishq mujhe le chal
aa bhi ja dilruba
maana ki dilon par hain pabandi zamane ki
deti hain khabar phir bhi dhadkan tere aane ki
dil main hai ajab hulchul - 2
dil ishq main hain pagal
aa bhi ja dilruba
gunji hain fazaoon main aawaz mohabbat ki -2
dhal jaye kisi surat yeh raat qayamat ki -2
har saans lage bojhal - 2
dil ishq main hain pagal
seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain
is paar mera dil hain us paar meri jaan hai
aai ishq
...
Read more »
Manzoor Haey Har Saza, Hui Jo Khataa Mujhse Magar Kabhi Bhi Tum Na Hona, Khafaa Mujhse Kuch Der Ke Liye Hi Sahi, Magar Mushkil Tha Meri Jaan Tumhaara Yoon Hona, Judaa Mujhse Tumhe Naaraaz Dekh Kar, Sukoon Mit Gaya Badgumaani Mein Ho Gaya, Kuch Bayaa Mujhse Sharminda Hoon Main, Apni Baaton Ke Liye Na Jaane Yeh Kaise Aur Kyon, Huaa Mujhse Soch Kar Bahut, Ab Ghabraata Hay 'Fahad' Bujh Gayi Aitbaar Ki Shayad, Shamaa Mujhse
Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay Main TaNha TaNha Theek Hun
Mujhay Chahton Se Dar Lagta Hay Main Nafraton Mein Theek Hun
Mujhay Rastoon Mein Chor Do Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Na Dekhao Mujhay Raasta Main Bhatka Hua He Theek Hun
Meray Dosto Mujhay Chor Do Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Mujhay Adavatain He Pasand Hain Main Dushmanoon Mein Theek Hun
Mujhay Khushi Ki Koi Talab nahi Mujhay Apna Ghum Bhi Nawaz Do
Mujhay Ansu Peena Pasand Hay Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata, Wo yar hamara kaisa hai?
Jo bhool gaya hum ko kab se, Wo jaan se pyara kaisa hai ?
Kia us ko jeewan lamho mein, Koi lamha mera baqi hai ?
Kia uski jaagti aankhon main, Meri yaad se phaili udasi hai ?
Kia wo bhi meri tarah yun hi, Shab bhar jaga kerta hai ?
Kia wo bhi saya-e-rehmat main, Hamain RAB se manga karta hai ?
Agar aisa nahi to tu hi bata, Hum yaad use Kion kertay hain ?
Wo humse bicher ker khush hai agar, To hum pal pal kion marte hain ?
Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Humare kismat me who thi Ya uske kismat me hum the Ye tho hum nahi jaanthe Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Woh mujhse door thi Par hum usme shaamil the Ye kaise hua hum nahi jaanthe Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Na woh mujhse milthi Na hum us se milthe
...
Read more »
yaad hai tumko wo gujra zamaana phir kyon koi waada nibhaya na tumne kyon dei dee judai yuin tumne aaj mil ke kah gaye alvida tum aise he jeena jahan mei kathin hai yaadon mei til til kei jalna kathin hai kisi aihsaan kei humko jaroorat nahi hai teri umar ho tujko mubarak humhe eski jaroorat nahi hai apna he bojh uthana hai mushkil uthaye tera bhi bojh ye mumkin nahi hai
Login Here
Welcome to ShaanSE Poetry
ShaanSE Facebook
statistics
Total online: 1
Guests: 1
Users: 0
Members Area
Users who have visited the site today
ShaanSE Facebook
ShaanSE Channel
Dedicated To ShaanSE-1
Dedicated To ShaanSE-2
Search