Waah Re Aey Mere Bharat Desh Ki Naari. Ye Kaisi Lag Gayi Hai Aajkal Tujhe Bimaari
Khoyi Rehti Ho Humesa Jeans Aur Tshirt Mein Kyun Pehan Na Bhul Gayi Woh Pyaari Si Saree.!
Jab Dekho Mashroof Si Rehti Ho Mack Up Mein Kahan Gayi Woh Shadgi Woh Adae.n Pyaar Wali.!
Ik Pal Ko Bhi Kabhi Khud Ko Andar Se Dekhti Nahi Dusron Ki Hi Chugli Mein Bita Deti Hai Ghadiyan Sari.
Acting Karne Mein Bhi Haan Koi Nahi Hai Inka Saani Nakhre Aise Karti Hai Jaise Bus Ek Woh Hi Hai Bechari.
Deen Raat Suna Suna Kar Masaeel Ki Woh Bhar Maar Kar Deti Hai Hume Itna Pareshan Ye Lumbi Zuban Waali.
Shadi Se Pehle Kitni Haseen Aur Roshan Hoti Hai Zindagi Par Inke Aate Hi Bechare Pati Ki Kismat Ho Jaati Hai Kaali.

|