| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2012 » March » 28
|
Ek pyari si surat, Ek masum sa chehra, 2 jheel si ankhe, Kuchh mithi mithi baate, Ek nazuk ada, Kuchh masti kuchh maza, Thodi si shrarat, Bahut sari mohabbat, Ek bholi si muskan, Sabse alag sabse juda, Jiski hai pyari har ek ada... Thnx, Aap ne MERE bare me itna pada..
|
|
To love is a duty, to be loved is success, to be with someone you love is an achievement, to be with someone who loves you is LIFE...
|
|
I am standing alone in the crowd,
Surrounded by people & music so loud.
My loneliness vanishes in a while,
As I think of U & Ur lovely smile.
|
|
*Kisi ki khatir mohabbat ki inteha kardo,*
*par itna bhi nahi ki usko khuda kardo.*
*Mat chaho kisi ko toot kar itna,*
*ki apni hi wafa se use bewafa kardo.***
|
|
Khud ko khud ki khabar na lage,
Koi achha bhi iss kadar na lage,
Aap ko dekha hai bas us nazar se,
Jis nazar se aap ko nazar na lage.
|
|
Zindagi ke safar mein har insan,
Khusi ke talash mein rehta hain,
Is waje se woh anjane mein,
Hazar gum ko apnata hain,
Jina hai to khul kar jiyo,
Gum aur khusi ka hisab kyon karta hain,
Jo mile usi ko apna takdir samajho,
Phir dekho gum kaise khusi mein badlta hain.
|
|
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar, Dur kahi is dil se nikalkar. Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar.. ---- Kisiko apna banane me der lagti hai, ek vada nibhane me der lagti hai, pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai....
|
|
Naseeb Apna Bana le Mujh Ko
Apne Haathon ki Lakeeron mai Basa le Mujh ko Mai hoon Tera to, Naseeb apna bana le Mujh ko
Mai jo Kaanta hoon to, chal Mujh se bacha ker Daman Mai hon agar Phool, to Jorey mai saja le Mujh ko
Mai khule Darr k kisi Ghar ka hoon Samaan, Pyare! Tu dabey Paaon kabi aake Chura le Mujh ko
Mujh se Tu puchne aaya hai Wafa k Ma'ani Ye Teri Sada-Dili na Maar dale Mujh ko
Mai Samandar b hoon, Moti b hoon, Gota-zann b Koi b Naam le ke Bula le Mujh ko
Khood ko Mai Baant na daloon kahin, Daman Daman Kardia Tu ne jo Agar Mere hawale Mujh ko
Bada phir Bada hai, Mai Zehar b p jaaon Shart ye hai k koi Baahon mai sanbhale Mujh ko
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|