"Meri soch ki udhan hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Meri nazar ki had hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Mera sehra hai jahan talak, Barsaat tum hi tum ho, Meri barsaat hai jahan talak, Ghata tum hi tum ho, Mere khawabon ka mehal hai jahaan talak, Har qadam pe tum hi tum ho, Mere dil ki waadi hai jahan talak, Har chehraa tum hi tum ho, Mere chehre pe muskurahat hai jab talak, Muskurahat tum hi tum ho, Meri aankhon ki shararat hai jab talak, Woh sharart tum hi tum ho, Mere pyaar ka sehar hai jahan talak Us sehar mein tum hi tum ho, Mere pyaar ka jaadoo hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Meri aarzoein bikhrein hai
... Read more »
Meri zaat sai lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam
Mein yunhi shaam se bethi hoon Teri chahat ke saaye mein Mein yunhi pal pal tujhe sochoon Mohabbat ki barish mein Mein yunhi ankhoon mein tujhe basati rahoon Lamha lamha Chand jaisa badloon mein samaaye Andheri ratoon mein
Meri zaat se lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam
Mein yunhi samnay tere bethi tujhe dekhti rahoon Lamha lamha pighalti rahoon teri nigahoon mein Mere hathoon mein yunhi hath rahay tera har dam Tu mujhe yunhi samaitay rakhay dil ki panahoon mein Meri raatain hi nahi subhain bhi tere naam ki hoon Dua yehi mangti hoon dil ki gehraiyoon mein
Meri zaat say lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam . Mujhay kesay yakeen aaye Mohabbat tum
... Read more »
Kuchh din to baso merii aa.Nkho.n me.n phir Khvaab agar ho jaao to kyaa koii rang to do mere chehare ko phir zaKhm agar mahakaao to kyaa ik aaiinaa thaa so TuuT gayaa ab Khud se agar sharmaao to kyaa mai.n tanahaa thaa mai.n tanahaa huu.N tum aao to kyaa na aao to kyaa jab ham hii na mahake phir saahib tum baad-e-sabaa kahalaao to kyaa jab dekhane vaalaa koii nahii.n bujh jaao to kyaa jal jaao to kyaa
Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Chupana Raaz iss DiL K AGer Tum Chorr Do Jana Mujhe Tum Se Muhabbat Hai AGer Tum BoL Do Jana Tu jewan K Safar Main Rasta Asan Ho jay Humaray Pass Bhi jeene Ka Saman Ho jay Wagar Na Hum Tumharay DiL K Darwazy K Bhair Ass Main Bhaithay Rain Gay
... Read more »