Kehtey Hain, Kuch Log Zindagi Mein Aatey Hain Iss Tarah Kab, Kaisey Jigar Jaan Dost Ban Jaatey Hain Kya Pata Par Mairi Wiraan Zindagi Mein Ye Hota Nahin Ke Main Abb Dost Koi Banaata Nahin
Kuch Log Miley Thay Mujhey Bhi Raah-e-Zindagi Mein Saath Chalein Gey Woh Mairey Aisa Waada Tha Unn Ka Koi Kisi Ke Liye Yahan Rukta Nahin Ke Main Abb Dost Koi Banaata Nahin
Har Baar Mujhey Ekk Chott Lagi Hai Kuch Aisey Ke Tukrrey Huwey Hai Kayi Aitbaar Ke Mairey Bikhrey Unn Tukrron Ko Main Samet-ta Nahin Ke Main Abb Dost Koi Banaata Nahin
Mairey Dil Ke Tukrrey To Har Koi Ley Gaya Mujh Say Badley
... Read more »
Ager Hum Dost Hotay Tu To Karam Ki Inteha Kartay Tumay Palkon Mein Basatay Hum Ager Tum Rooth Jatay To Tumhay Kitna Manatay Hum Jo Milnay Tum Nahi Aatay To Aa Kar Khud Tumhan Miltay Tumhari Laghzishon Ko Bhi Hansi Main Hum Ura Detay Ager Apni Khata Hoti To Khud Ko Bhi Saza Detay Magar Ye Sab Jabhi Hota Ager Hum Dost Hotay To Magar Itna Hi Jana Hai K Tum Ney Aaj Tak Hum Ko Paraya Keh Ker Jana Hai Kabhi Hamdam Naa Mana hai Ager Hum Dost Hotay To.....
Mohabbat Dosti Ka Naam Hai Agar Tu Chalu Aak Dosray Kay Dost Ban Jaay Aaak Dosray Ko Janay Aak Dosray Ko Pahchanay Aak Dosray Ki Adato Say Waqif Ho Jay Chalu Aak Dosray Kay Dost Ban Jaay Aak Dosray Ki Manae Aak Dosray Ko Manaaay Kabhi Rooth Jaay Kabhi Maan Jaay Chaloo Aak Dosray Kay Dost Ban Jaay…
Zindagi nahin humein doston se pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari, Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !