| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
| « November 2025 » |
| Su |
Mo |
Tu |
We |
Th |
Fr |
Sa |
| | | | | | | 1 | | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | | 30 | |
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » !!~ ALONE POETRY ~!!
Tere Baad Mehfil Mein, Nahi Koi Tum Sa Tha Tanha Tanha Ratein The, Dil Dara Dara Sa Tha Ek Samundar Pass Mere Tha, Mera Dil Phir Bhi Payasa Tha,
Tere Lot Aane Tak..
Teri Khwahish Hai Too Aaye To, Wohi Milan Mile Tujhe Ek Surkh Jore Mein, Teri Dulhan Mile Tujhe Lekin Tere Aane Tak, Agar Bohat Der Ho Gai To <
...
Read more »
|
Raat bhi akeli thi Chand bhi akela tha udasi ke alam mien arsh bhi akela tha
tare bhi na jane, kaha they kho gaye jagte hai woh hamesha, aaj kyu so gaye dhadkan bhi akeli thi dil bhi akela tha
ankho mien rawani, ashko ki rahi gham se palke, nam si rahi aarzo bhi akeli thidard bhi akela tha
gonj rahi thi cheekh, zakhmo ke wajood mien matam kada tha dil, ghamo ke hajoom mien naqsh bhi akeley they yaad bhi akeli thi
jigar ki agosh mien, ik shola sa jaga bhadak rahi thi aatish, fishaar sa laga ghatta bhi akeli thi sawan bhi akela tha
far
...
Read more »
|
mere shehar main ik raat basser ker k daikhna mere ird gird k loagun se mill ker daikhna tere bagair hum kiss tarah ji rahay hain zarra in loagun se pooch k daikhna jo jan,na chaho k hum kitne udaas hain to sard ratun k tanha chaand ko daikhna hum sa koi nah tum ko mille ga ik baar saari dunia ghoom k daikhna
|
They had been together for many a year, Now all she can feel is fear. She gave all that she could give, It just wasn't the way he wanted to live.
He left without a backward glance, Not even giving their love a chance. She often wonders what she could have done, To keep him from going on the run.
Now she is living all alone, With nothing she can call her own. She can barely make herself eat, Wondering if her life will again be complete.
This woaman is now moving along, Building her courage, and becoming strong. Time will heal her broken pride, Towa
...
Read more »
|
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya...
lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan chehra bata raha tha k kuch ganwa diya..
aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya..
jane kya us ko logon sey thi shikayatein tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya..
khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya.....
...
Read more »
|
Jidhar bhi dekhti hoon tanhaai nazar aati hai, aapke intzaar mein har shaam guzar jaati hai. main kaise karun gilaa dil ke zakhmon se huzoor, aansu chhalakte hain meri soorat nikhar jaati hai.. tod diye hain maine apne ghar ke saare aayine, meri rooh mera hi chehraa dekh ke darr jaati hai.. ro ke halke ho lete hain zara se teri yaad mein, zara si na-muraadon ki tabiyaat sudhar jaati hai.. asar karti yakeenan gar chhoo jaati unke dil ko lekin, afsos ke aah meri fizaaon hi mein bikhar jaati hai.. kabhi aake mere zakhmon se muqabla to kar, ae khushi tu moonh mod ke kidhar jaati hai.. tujhe inhi kaanton pe chal ke jaana hoga, unke ghar ko paas yah
...
Read more »
|
Tanha jab rehta hun khayalo me tumhe paata hun har jagah tumhe main mehsoos karta hun apne saaye mein bhi main tumhe hi dekhta hun kyun tum hi tum nazar aate ho sochta rehta hun
yeh kaisi hulchal hai dil me jo pehle na thi her aahat se kyun main chounk uthta hun nazar hamesha tumhe hi talashti rehti hai kya tumhe bhi aisa lagta hoga sochta rehta hun
aate hi khayal tumhara lab yun khil jaate hai dil hi dil me tumhe sada deta rehta hun saamne na ho phir bhi kyun palak jhuk jaati hai yeh kaisi uljhan
...
Read more »
|
tanhai har traf chayi hey tuney di mujh ko bas Ruswai hey dard-u-gham sey bhara mera damann hey tuney kaisi aag is dil mein lagai hey jin aankhon mein khuwab sajaye they aaj wohi aankhein bhar aayi hein aik tujh hi ko maana tha apna tu bhi nikla harjai hey kiyon KHUDA ney likhi hey taqdeer meri aisi merey karam main piyar ki koi jaga nahi banai hey ab piyar,ishq muhabbat mein atibaar na raha k main ney is raastey pey thukar hi khayi hey...!!
|
tery baary mein jab socha nahi tha mein tanha tha magar itna nahi tha teri tasveer se kerta tha baatain mery kamray mein aayena nahii tha samandar ne mujha piyasa hi rakha mein jab sehra mein tha piyasa nahi tha manane ruthne ke khel mein hum bich'har jayenge ye socha nahi tha suna band ker li us ne aankhain kayi raatoo'n se vo soya nahii tha
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|