Jhuke jhuke badalon ke neeche
Mile thay hum tum jahan jahan
Kabhi to tum ko yaad aain gay
Tum se bichhre saddiyan beetin
Phir bhi humain yaad aatay ho
Saya banke aahat banke aaj bhi tum tarpate ho
Zindagi kitni bezar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai
Kahan kahi wo piar ki qasmain
Piar ka wada kia howa
Kabhi to tum ko yaad aain gay
Jitna tumko apna samjha
Utne hi tum begane thay
Humne kia kia aas lagai
Hum kitne diwane thay
Bin har kali khaar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai
Kahan gain wo piar ki qasmain
Piar ka wada kia h
... Read more »
Hey, eh Hmm, pehle to kabhi kabhi gham tha magar ab her dam teri yaad satati hai Pehle to kabhi kabhi gham tha magar ab her dam teri yaad hi ati hai Pehle to kabhi kabhi gham tha Magar yeh dard-e-judaai hai har ghadi ab Pehle to kabhi kabhi gham tha Magar yeh daag-e-judaai hai har ghadi ab
Main tujhse kaise kahoon yeh bata Ke mere dil m
... Read more »
Ishq Pagal Kar Gaya Tou Kya Kare Ge Soch Lo Sanha Aisa Howa To Kya Karo Ge Soch Lo Sath Us Ke Har Qadam Chalne Ki Adat Kis Liye Chor Ke Wo Chal Diya To Kya Karo Ge Soch Lo Shor Bahir Hai Abhi Is Waste Khamosh Ho Shor Ander Gir Utha To Kya Karo Ge Soch Lo Kar Rahe Ho Ghar Naya Tameer Urti Rait Per Ye Achanak Gir Para To Kya Karo Ge Soch Lo Band Palko Per Adhore Khuwab Bante Ho Magar Koi In Me Aa Basa To Kya Karo Ge Soch Lo Dar Dareche Sab Muqfil Kar Ke Bethe Ho Magar Wo Achanak Aa Gaya To Kya Karo Ge Soch Lo Doobte Sooraj Ka Chehra Aur Us Ki Naqhs Pa Jab Wo Manzar Gum Howa To Kya Karo Ge Soch Lo
Mohabbat karke dekho to Mohabbat kya nahi karti Mohabbat khud bhi hoti hai Mohabbat khud hojaati hai Mohabbat khud banati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai Mohabbat jhuk bhi sakti hai Mohabbat jhuka bhi deti hai Mohabbat khud bhi nafrat hai Mohabbat Pyaar bhi karti hai Mohabbat Pyaar hai Dil ka Mohabbat esaar bhi karti hai Mohabbat kaam hai dukh ka Mohabbat naam hai sukh hai Mohabbat naam hai is ka Mohabbat is hi ko kehte hain Mohabbat karke dekho to Mohabbat kya nahi karti
Kaisay kahun ke kiya ho TUM Chalo may bataon Kiya ho TUM Meray leye mere Duniya ho TUM Chho ke jo guzree wo Hawa ho TUM May ne jo Maangee, Wo Duaa ho TUM Karay Mujh ko jo Roshan, Wo Diya ho TUM Dil yeh kahay mera Jiya ho TUM Kiya may ne Mehsoos wo Ahsaas ho TUM Mere Nazar ke Talash ho TUM Mere Zameen ka Aakaash ho TUM Meray Chehray ke Kashish ho TUM Meray Sitaroon ke Gardish ho TUM Mere Zindagi ka Qarar ho TUM May ne jo Chaha wo PIYAR ho TUM Meray Intezaar ke RAHAAT ho TUM Meray DIL ki Chahat ho TUM TUM ho to yeh Duniya hai MERE Kaisey kaho ke Mere JAAN ho TUM
Shaadi Ka Wada Kia Parveen Se Warna Muhabbat To Thi Maheen Se Anjane Mein Sab Kehdia Mehreen Se Kia Haal Hoa Tha Pocho Samreen Se Ab Ummeed Hai Sirf Noreen Se Lekin Bat Banegi Narmeen Se Ya Phir Dekho Ambreen Se Nahi To Shayad Nosheen Se Or Hosakta Hai K Naveen Se Warna Setting To Hai Sabeen Se
Till We Meet Again is a beauiful love poem and is one of my favourite poems and this beauliful poem would make a beautiful addition to any poetry collection. Written by Darryn John Murphy. Poetic Verse
Alas The touch of love Has moved me In a way that I thought
... Read more »