~ "WO" Aur "MAIN" ~
WO Mosam Tha BadaL Gaya MAIn sham the DhaL Gae. Wo nazar tha jhuk gaya Main tahreer the Mit gae. WO PArwana tha jal gaya MAin Shama the pighal gae. Wo dard tha Seh gaya Main AshQ the beh gae. WO Chand tha Chup gaya Main Badal the baras gae. WO Jhoonka tha jo cho gaya Main Laaj the Simat gae. Wo Tufan tha Guzar gaya MAin Dia the bujh gae. Wo Khawab tha Bikhar gaya Main Khawhish The So Mar gae.
|
Hum aksar ye samjhtay hain jisay hum piyaar kartay hain usay hum bhool bethay hain magar aisa nahi hota muhabbat daaimi sach hai muhabbat thehar jati hai hamari baat k andar muhabbat beth jati hai hamari zaat k andar
...
Read more »
|
Yaadon ko bhulai baithe hain, ashkon ko sukhai baithe hain, woh jaan na jayen haal-e-dil, hum ishq chupaye baithe hain, koi puch batalaun kya...? Mai dil ka haal sunau kya...? Ek sapna hi tha tut gaya, phir khwab sajaye baithe hain, ye ishq mujhe hi hona tha....! mujhko hi bus yun rona tha....! kuch dard use bhi mil jaaye, kuch ilm use bhi ho jaye, woh jaan to jayen kya hai wafa, ye aas lagay baithe hain, woh jaan na jayen haal-e-dil, HUM ISHQ CHUPAYE BAITHE HAIN.
|
Mohabbat jeet hoti hai, Magr ye haar jati hai,
Kabi dilsoz lamhon se, Kabi bekar rasmon se,
Kabi taqdeer walon se, Kabi majbur qasmon se,
Magr ye haar jati hai,
Kabi ye phool jaisi hai, Kabi ye chand jaisi hai,
Kabi ye dhoop jaisi hai, Kabi khush karti hai,
Kabi ye rog daiti hai,
Kisi ka chain laiti hai, Kisi ko rula daiti hai,
Kabi ye paar le jati hai, Kabi ye maar jati hai,
"Mohabbat" jeet hoti hai, Magr ye haar jati hai
|
Teri Bewafayi Ka Sukriya,

Teri Bewafayi Ka Sukriya, Mujhe Tunain Jeena Sikha Diya, Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya, Tere Dard Ne wo Maza Diya, Ye Bahar Kaisi Bahar Hai, Na Chain Hai..Na Karar Hai, Ye Chaman Main Kaisi Hawa Chali, Ki Chirag Dil Ka Bujha Diya, Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya, Na Khushi Rahi Na wo Gham Raha, Na Vo Tu Rahi Na wo Dil Raha, Tune Kya Ye Mujh Pe Sitam Kiya, Tune Khub Dil Ko Sila Diya, Tere Gham Main Chain Sa Mil Gaya, wo Mile To Kehna Aye Dost Ki Tumharay Gham Main Udas Tha, Teri Bewafayi Ka Sukriya, Tune Usahe Jeena Sikha Di
...
Read more »
|
"Mairi tehreer k aa'nsu" + Aanso May Na Dhondna Humey
|
Maslay Hoy Pholon Say Aada Mangtay Rehna Viraan Drichon Say Sada Mangtay Rehna
Ye Koi Dukh Hay Kay Kufranay Mohabat? Apnay Liay Her Bar Saza Mangtay Rehna
Aankh Drichon Pay Ogay Nergasi Chehray Un Kay Liay Lafzon Ki Rida Mangtay Rehna
Khushal Rahien Younhi Sabhi Dost Tumharay Un Kay Liay Aachi Duaa Mangtay Rehna
Hath Uthtay Rahay Berson Ju Teri Duaa Ko Un Kay L
...
Read more »
| |