ik raat hoi barsaat bohat main royaa saari raat bohat har ghum tha zamaanay ka lekin main tanha tha us raat bohat phir aankh say ik saawan barsa jab sehar hoi to khayaal aaya woh baadal kitna tanha tha jo barsa saari raat bohat
|
Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai ?. Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai ?.. Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai Woh Bhi Meri Terhan Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai ?. Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai Woh Bhi Meri Terhan Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai Sari Batein Sachi Hein Magar Yeh Bhi Sach Hai ! Mein Jo Us K Barey Mein Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon Yeh Bhi Janta Hoon K Us Ki Soochon Ka Mehwar Mein Nahi ??!!!
|
Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ? Main To Bus Khamosh Sa Sha‘Ir Ulfat Chahat Ke Rango Se Dil Ki Khali Tasveero Me Koi Mohabbat Likh Deta Hoon ? Aur Kabhi Deewar Se Lagkar Koi Mohabbat Ro Deta Hoon ? Aur Kabhi Aankho Aankho Mein Saari Baatein Keh Jata Hoon ?. Main To Ek Khamosh Sa Sha‘Ir Mujhko Baatein Kab Aati Hain ??? Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Kiya Mujh Ko Chhor Kar Jaati ??? Mere Sapne Tod Kar Jaati ??? Kiya Meri Aankho Mein Dukh Ke Itne Aansoo Dekh Sakti Thi ??? Mera Kul Sarmaya Tha Jo Kiya Mujhse Woh Le Sakti Thi ??? Mujh Ko Baatein Gar Aati To Main Bhi Tumse Woh Sab Kehta Jo Tum Sunne Ki Khwahish Mein Saare Raaste Bhool Aayi Ho Saare Rishte Bhool Aayi Ho Main Thera Khamosh Sa Sha‘Ir Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Bhi Mere Khwab Sajaati Yoon Na Tanha Chhor Ka
...
Read more »
|
Shaam Hote Hee Kyon, Diye Jal Jaate Hain Kyon Aankhein Nam Hoti Hai, Kyon Ashk Dhal Jaate Hain Taarikiyo’n Ko Cheerkar, Ye Lau Jagmagaati Hai Sehar Hote Hee Kyon, Shamma Dhal Jaati Hai Aksar Tanha Raato Mein, Kyon Bebasi Jhalakti Hai Kyon Din Khushi Manata Hai, Kyon Raat Udaas Hoti Ha Ishaam Hote Hi Kyon, Diye Jal Jaate Hain Kyon Aankhein Nam Hoti Hai, Kyon Ashk Dhal Jaate Hain
Inn Waadiyo’n Mein Khudko, Mai Kyon Udaas Paati Hoon Ye Surile Parinde Bhi, Kyon Udaas Geet Gaate Hain Sehraa Mein Hoon Mai Tanha, Iss Neele Falak Ke Neeche Ye Aasmaa’n Bhi Mujhpar, Kyon Bijliyaa’n Giraate Hain
Shaam Hote Hi Kyon, Diye Jal Jaate Hain Kyon Aankhein Nam Hoti Hai, Kyon Ashk Dhal Jaate Hain
|

Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai ?. Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai ?.. Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai Woh Bhi Meri Terhan Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai ?. Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai Woh Bhi Meri Terhan Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai Sari Batein Sachi Hein Magar Yeh Bhi Sach Hai ! Mein Jo Us K Barey Mein Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon Yeh Bhi Jan
...
Read more »
|
In ankhon mai dekh ker bata sakta hoon, Mujh se bicher ne ke baad tum soye nahi hoge,
Ye nain jis mai abhi hansi nazer ati hai, Vo nain tum ne aanso\’o mai bhigoye hoge,
Ye haath jispe mehekti hai surkhiya, Vo haath dard chupane mai tumhare kaam aye hoge,
Zindagi ka ye safer ab tanha hi katega yaara, Udaas mai hoon to khush tum bhi nahi hoge,
Ghum ye nahi ke mere pyaar pe hans diye,
|
Kabhi jo hum nahi hon gay, Koho kis ko Batao Gay, Wo Aapni Uljhanain Sari, Wo Bechaini Main Doobay Pal, Wo Aankhon main Chuppy Aansu, Kisay Phir Tum Dikhao Gay, Kabhi jo hum nahi hon gay, Bohot Bechain Ho Gay Tum, Bohot Tanha Reh Jao Gay, Abhi Bhi Tum Nahi Samjhey, Hamari An-kahi Batain, Magar Jab yaad Aain Gay, Bohot Tum ko Rulain Gay, Bohot Choho Gay Phir Bhi Tum, Hamain Na Dhoond Pao Gay, "KABHI JO HUM NAHI HOONGAY”
|
Chupchap kahin rakha to hai, Ek khwaab humne dekha to hai
Kal shaam yun hi tanha baidkar Tere bare me socha to hai,
Doobte sooraj ugte chaand par, Tere liye paigaam bheja to hai,
Behti hawa,saagar ki lehron par, Tera hi naam likha to hai,
Aasman ko jab gaur se dekha, Tera hi chehra dikha humko hai,
Karib ka nahi door ka sahi, Koi ek rishtaa banaa to hai…
|
Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay Maine Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana Aisay Main Kahan JaoGi Barsaat Bohot Hay Wo Kehne Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay Nahi Chahti Dil Todun Tera Par Majboori Hay Gar Hui Ho Koi Khata To Maaf Ker Dena Maine Kaha Ho jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hai Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hai
|
Phir Aaj Koi Ghazal Usk Naam Na Ho Jaye Aaj Kahin Likhte Likhte Sham Na Ho Jaye
Kar Rahe Hain Intezar Usk Izhar-e-Mohabbat Ka Isi Intezar Mien Kahin Sham Na Ho Jaye
Nahi Laite Hain Uska Naam Sar?e Aam Is Darr Se Kahin Naam Uska Badnamam Na Ho Jaye
Mangtay Hain Dua Jab Wo Yaad Atay Hain K Judai Mere Pyar Ka Anjam Na Ho Jaye
Sochte Hain Aksar Darte Hain Tanhai Mien Usk Dil Mie Kisi Aur Ka Mukam Na Ho Jaye
| |