Aye Dost Tune Kya Khoob Dosti Nibhai, Unke He Haathon Se Apne Takdeer Likhwayi, Tha Jo Bhrosa Mera Doston Pe,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Unhi Doston Ne Aaj Bewafai Nibhai……… ` Jab kabhi dosti ki dastaan waqt sunaayega, Humko bhi koi shaqs yaad aayega,,,,,,,,,,,, Tab bhool jaayenge zindagi ke gamon ko, Jab aapke saath guzara har lamha yaad aayega..
|
Dosti khubsurat hai Tum na mano ye haqikat hai. Dosti insan ki zarurat hai. Kisi din aao hamari mehfil me, Jan jaoge zindagi kitni khubsurat hai…
|
Kamyabi kabhi badi nahi hoti, Pane wale hamesha bade hote hai. Darar kabhi badi nahi hoti, Bharne wale hamesha bade hote hai. Itihaas ke har panne par likha hai, Dosti kabhi badi nahi hoti, Nibhane wale hamesha bade hote hai…
|
Waqt badlata hai zindagi ke sath, Zindagi badlati hai waqt ke sath. Waqt nahi badlata doston ke sath, Bas dost badal jate hai waqt ke sath.
|
Har aah tabassum ban jaye, Har ashq sitara ho jaye. Duniya hi badal jaye apne, Gar dost tera ek ishara ho jaye. ` Yaadon k sahare hi waqt kat-te hai, Baton k sahare hi hamara dil bahlata hai. Khud ko akela mat samjho dost, Aapko bhi har pal koi yaad karta hai. ` Sabse badi jindagi hai, Jindagi se bada pyar hai. Pyar se badi dosti hai, Dosti ek afsana hai. Nibhao to apna hai, Aur bhool jao to sapna hai. ` Ye message unko send karo Jinka jindagi bhar aapko sath chahiye. Mene to kar diya "You are the best friend of my life” I will never forget you.
|
Duniya se nirala hey tere mere piyar ka rishta Bara piyara hay mujhy khaas dosti ka ye reshta Tu dost bhi hay aur jan meiri Hay sab sey juda pechan teri Teri batain meiry mann ko bhati hain bohat !!! Mehkata hey ehsaas tera, rehtey ho meiry paas bohat tery honey sey zindagi lagy piyari joh tu roth jaye tu ho jaye baiqrari apni masti sey, piyar sey ek baikhudi mei tu ney bhary rang kuch naye zindagi mei teri sanson ki khushbu sey hey mehakta yeh dil tery ghussy aur piyar sey hey dharkta yeh dil tu ney her waqt mei hey nibhaya dil sey mira saath mei ney bhi piyar sey sikhai her
...
Read more »
|
Dosti Ka Hath Mila Kar Door Ja Rha Hai Koi - Poetry Bhut Qareeb Aa Kar Door Ja Raha Hai Koi Dosti Ka Hath Mila Kar Door Ja Rha Hai Koi Char Din Ki Zindagi Hai Phir Wapis Jana Hai Phir Q Mujh Ko Behad Sata Raha Hai Koi Mere Hisse Ki Zindagi Bhi Us K Naam Kar De Baargah E Elahi Mai Hath Utha Rha Hai Koi Zindagi Bhar Kabi Bhi Hum Juda Na Hon Ge Wo Waade,Wo Qasmein Bhula Raha Hai Koi Wo Hath Jin Se Hameesha Duaein Mangein Thein Aj Unhein Hathon K Sath Mayyat Saja Rha Hai Koi Bhut Jee Chuke Ho Ab Araam Kar Lo Sanwal Mout Ka Paighaam Le Kar Bula Rha Hai Koi
| |