Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
|
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2010 » November » 14 » Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya
11:10 AM Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya |
Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya Apno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya.
Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya.
Agar woh wafadaar hota to yoon bewafai na karta Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya.
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya.
Qatal hi karna tha toh samne se karta Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya.
Dost bana kar fir humse use mujh par pyar na aaya.. Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya..
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya.
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ”ISHQ” Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya

|
Category: !!~ ALONE POETRY ~!! | Views: 1294 | Added by: ROniT | Tags: Duniya ki nazron mein girna mere ki | Rating: 0.0/0 |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|