Kabhi rootha nahe kartay…. sono aissa nahe kartay…. jinay pana na ho aasan aunhain soucha nahe kartay…. jinain shab bhar tarapna ho kabhi soyya nahe kartay…… . zara se batt par ay..dost…. … youn he royya nahe kartay….!! !!
Boss: Arz kiya hai……… Office may Kaam hote hain… Galtiyon ka sama hota hai…. Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai…. Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte… Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai…. J J J ….. Employee’s reply… Arz kiya hai……… Appraisal hote hain… Disappointment ka sama hota hai… Aise mausam mein hi to Attrition jawan hota hai…. Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte… Ye fasana to resignation se bayan hota hai…. (Wah wah …. wah wah … wah wah …) J J J J J J J ….
Hum aapke dil mein rahate hai Aur bhaada bhi nahin dete hai
Na mitti ki kami thi na kam lagayi gayi Na mitti ki kami thi na kam lagayi gayi Jo bhi bach gayi thi, woh upar lagayi gayi
Maine tujhe pyar kiya abla samajh kar Tere baap ne mujhe baja dala Tabla samajh kar
Chand par kaali ghata chaati to hogi, Sitaron mein Chamak aati to hogi. Tum lakh chupao Duniya se, magar akeley mein tumhe apni shakal pe hansi aati to Hogi
Batao Kaisa Lagta Hai…? Kisi Veraan Raste Pe, Kisi Anjaan Raste Pe, Kisi Ka Saath Mil Jaana, Khushi Ke Phool Khil Jaana, Batao Kaisa Lagta Hai…? Aur Uss Ke Baad Phir Ek Din, Kisi Ka Youn Bichar Jaana, Sabhi Rangon Ka Mit Jaana, Woh Band Mutthi Mein Haathon Ki, Faqat Kuch Rait Reh Jaana, Batao Kaisa Lagta Hai…?
Humare Chale jaane ke Baad Yeh Samandar Ki Ret Bhi Tumse Pucha Karegii Kahan Chala Gaya Woh Shaqs Jo Tanhaii Main Aa kar Bas Tumhara hi naam likha karta tha
Tmhara naam likhta hn Main kaghaz pe Dekhta hn Sochta hn Wo kaghaz phaad deta hn Phr un kaghaz k tukro’n ko Mutthi me bheenchta hn Phenk deta hn Wahi’n pr beth k larta hn khud se Wohi kaghaz uthata hn Main aankho’n se lgata hn Main tum ko sochta hn Phir uss paani ko Taweez-e-Mohabbat jaan ker peeta hn Aankhei’n moond leta hn !!!!